Wednesday, December 27, 2006

mai jindgika sath nibhata chala gaya......

mai jindgi ka sath nibhata chala gaya
har phikr ko dhuweme udata chala gaya

har phikr ko dhuweme uda...........

barbadiyon ka so sod manana fuzul tha
barbadiyon ka so sod manana fuzul tha

manana fuzul tha...manana fuzul tha...

barbadiyon ka jashan manata chala gaya
barbadiyon ka jashan manata chala gaya

har phikr ko dhuweme uda...........

jo mil gaya usiko mukkadar samaz liya
jo mil gaya usiko mukkadar samaz liya

mukkadar samaz liya...mukkadar samaz liya...

jo kho gaya mai usko bhulata chala gaya
jo kho gaya mai usko bhulata chala gaya

har phikar ko dhuweme uda......

gam aur khusi me fark na mehsus ho jaha
gam aur khusi me fark na mehsus ho jaha

na mehsus ho jaha...na mehsus ho jaha...

mai dilko us mukampe lata chala gaya
mai dilko us mukampe lata chala gaya

mai jindgi ka sath nibhata chala gaya
har phikr ko dhuweme udata chala gaya....

No comments: